Sunday 6 November 2016

Adroid mobail ka font change kese kare

Android Phone ka default Font use karke bore ho chuke hai.
Alg tipe Font simple or comfortable hota hai lekin modern time me ye apke android device ka look bigad dete he borring dikhta he mobail.

Islye android users apne device ka font change karna chahte hai.
Mai apko batunga Android Phone me font kaise changekarte hai.
Waise bhi alag look ka font apke android device ko smart banata hai. Agar apko apne friend  ko dikhana he ya uske phon se bhi jyada achha dikhana he. You know smart and cool valla fon.

mai  aaj apko kuch best tarike bata raha hu font change karne ka.Unme se kuch method ko use karne ke liye apkaandroid phone root hona chahye.

Jo mene apni pichle articall me bataya he how root to pahle mobail KO root Karna padta he.


                

Methed 1.:-Hi Font MethodPlay store pe Hi Font app free medownload or Installkar sakte hai. Ye mera favorite apps hai. 

Mai bhi Hi Font se hi apne phone font change karta hu. Yaha apko 300 plus font miljayenge jiska use karke aap default font change kar sakte hai. 

Ye use karne simple or bahut easy hai. Font set karne ke baad aap is apps ko uninstall kar sakte hai. Hi font pe aapapna khud ka font bhi set kar sakte hai. 

Ye app sabhi smartphone me support karta hai. Lekin Hifont use karne ke liyeandroid phone ko rootkarna hoga.Agar aap purana font phirse use karna chahte hai toh Hi font default font ko store kar leta hai, jisye aap jab chahe use karke font change kar sakte hai.

Step By step Process Hi font seFont change karne ke liye 

1. Sabse pahle Hifont appinstallkare. 


2. Ab apps ko open kare. 


3.  Ab jo font apko pasand hai select kare.


                      

4. Ab us font ko Save karde,Phir phone ko Restart kare. Apke android phone ka font change ho jayega.Last WordAaj mene apko bataya Android Phone me font kaise change karte hai,

 2 tarike bataya hai, ek me apko phone root karne ki jarurat nahi hai lekin second method me apko phone ko root karna hoga..


=> ye  mathed  new android mobail ke liye he niche no 2 pepe

Methed 2:- System Setting se Font change kareStock android phone me ye features kam nahi karega, Ye features sirf Samsung jaise phone me pahle se available hai.

Apjo sirf setting me jakar Font select karna hota hai. Sabse pahle OpenSettings > Device> Fonts,Ab Font Style select kare. Upar ka method purane smartphone ke liye hai. New smart phone ke liye akoSetting >Device > Fonts > Font Styleselect karna hai. Aap Samsung ke online store pe ja kar bhi $0.99 to$3.99Mnt kharid sakte hai.


Apko he post kesi lagi plzz comment jarur kijiye ore mobail rileted koibhi samasya ho to plzz comment me likhe






No comments:

Post a Comment