Monday 7 November 2016

mobail ko hang hone se kese bachaye



hii frends my name is sahill and me ajj apko batane vala hu ki android mobail ko hang hone se kese bachhe and ap mujse android mobail raelated koi bhi samasya saer kar sakte he me apki madad jarur kar sakunga.



trick 1:-  pahle to app apne mobail ko off kar dijiye  fir use 20s ke bad on kijiye.fir satting me jaye.satting me aboutphon option ko dhundhe.
about phone milneke bad about phone me jake ander build nomber karke aek option hoga  uspe 7 bar klick dijiye.




abb vapis satting me jaye orr fir about phone ke upar dekhe aek naya option ayya hoga (dewloper)abb apko devloper option par click karna he.or usme click karne ke bad usme  animation nam ke option dundhne he 3 option hoge vo sab pe click karke animation off kar dena heusko off karne ke bad apko uske bad mobail ko restart kar dijiye  fir dekhiye apke mobail  kis speed pahle se jyada badh jayegior isse apka mobail ram bhi thoda khali hojayega  to asse do fayade he app pahle se jyada app instoll kar sakte ho 

mobail se raelated koibhi saval ho to comment me puchh sakte he 

trick 2 :- mobail me jo app app use na karte ho usko un instoll kar dijiye.
 orr ha ae khass batt mostoff adroid mobail mesystem app hotehe jo hum un instoll nahi kar sakte to tensun na le  app jo app use nahi karte  usko disable kar dijiye to vo app ranning nahi rahege manu me bhi  nahi dikhenge orr apka ram momarry bhi kam use hogi orr app instolation or hanging me apko koi problem nahi hogi 
hame pahle satings >app> allapp jake jo app ko disable karni he uspe click karna he or disable ka option ayega uspe click karke disble karna he




trick 3:- ye trickk rooted mobail me hi kam karegi  root  karne ke liye meri pichli post padhiye   http://softmobeng.blogspot.com 
apne mobail rooted hone ke bad apko google playstore me jake purfy dowload karna he usko dowload hojane ke bad use open karke proffy hone de apka mobail ka cpc isse garam hona band hojata he orr mobail spidly ho jata he 


apko ye post kesi lagi plzz coment me likhe apki koibhi mobail relatad problem he to cmnte me likhe






No comments:

Post a Comment